
Maine Koi Jadoo Nahin Kiya
From Mujhe Kucch Kehna Hai (Original Motion Picture Soundtrack) · Released 15 December 2001 · Tips Music Limited

From Mujhe Kucch Kehna Hai (Original Motion Picture Soundtrack) · Released 15 December 2001 · Tips Music Limited
Ankhiyun Ne Raat Kya Jadoo Kiya
Kya Jadoo Kiya
Kya Jadoo Kiya
Ankhiyun Ne Raat Kya Jadoo Kiya
Kya Jadoo Kiya
Kya Jadoo Kiya
Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya
Tuhi Mere Pichche Aaya Piya
Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya
Tuhi Mere Pichche Aaya Piya
Ankhiyaan Milake Tune Dil Ko Churaya
Luta Luta Luta Mera Jiya Oh
Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya
Tuhi Mere Pichche Aaya Piya
Ankhiyaan Milake Tune Dil Ko Churaya
Luta Luta Luta Mera Jiya Oh
Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya
Tuhi Mere Pichche Aaya Piya
Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya
Tuhi Mere Pichche Aaya Piya
Shok Haseena Khushboo Wali Chand Bhi Tujh Pe Marta
Itni Haseen Hoon Chand Bechara Aur Bhala Kya Karta
Chaand Ki Baaten Chaand Pe Chodo Apni Baat Batao
Bin Bolo Har Baat Samaj Lo Yun Na Paheli Bujaao
Sona Sona Main Hoon Sona
Itna Kehedo Meri Hona
Ankhiyaan Milake Tune Dil Ko Churaya
Luta Luta Luta Mera Jiya Oh
Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya
Tuhi Mere Pichche Aaya Piya
Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya
Tuhi Mere Pichche Aaya Piya
Ankhiyun Ne Raat Kya Jadoo Kiya
Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya
Kya Jadoo Kiya
Kya Jadoo Kiya...||1||
Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya
Tuhi Mere Pichche Aaya Piya
Is Mehfil Mein Mere Dil Mein Kisne Aag Lagayi
Aag Lagaane Wali Tujhe Tadpaane Wali Mujh Ko Nazar Na Aayi
Cham Cham Payal Kyon Bajati Hai Mujhko Zara Samjaao
Baat Samajni Hai Jo Tum Ko Pass Mere Aajao
Chuna Chuna Bahiyaan Gori
Dil Tu De De Chori Chori
Ankhiyaan Milake Tune Dil Ko Churaya
Luta Luta Luta Mera Jiya Oh
Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya
Tuhi Mere Pichche Aaya Piya
Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya
Tuhi Mere Pichche Aaya Piya
Ankhiyun Ne Raat Kya Jadoo Kiya
Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya
Kya Jadoo Kiya
Kya Jadoo Kiya
Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya
Tuhi Mere Pichche Aaya Piya
Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya
Tuhi Mere Pichche Aaya Piya
Ankhiyaan Milake Tune Dil Ko Churaya
Luta Luta Luta Mera Jiya Oh
Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya
Tuhi Mere Pichche Aaya Piya
Maine Koyi Jadoo Nahin Kiya
Tuhi Mere Pichche Aaya Piya
Lyrics from LRCLIB
Own this song? Email takedown@jamtap.app to have it removed.