Lyrics

Idhar gayi udhar gayi

Aankhe meri jidhar gayi

Idhar gayi udhar gayi

Aankhe meri jidhar gayi

Uske dil mein laddu futa

Jispe meri nazar gayi

Are uske dil mein laddu futa

Jispe meri nazar gayi

Ab to gali aur mauhallo mein

Ab to gali aur mauhallo mein

Yahi baat chalegi

Shabbo ki shabbo ki

Shabbo ki aankhe chalegi to

Londo ki saanse chalegi

Shabbo ki aankhe chalegi to

Londo ki saanse chalegi

Jaane kitne diwane rakh ke

Photo kitabo mein padhte hai

Meri shababi energy ko lekar

Buddhe pahado pe chadhte hai

Jaane kitne diwane rakh ke

Photo kitabo me padhte hai

Meri shababi energy ko

Lekar buddhe pahado

Pe chadhte hai

Jaha jaha khabar gayi

Waha masti bikhar gayi

Jaha jaha khabar gayi

Waha masti bikhar gayi

Uske dil me laddu futa

Jispe meri nazar gayi

Ab to gali aur mauhallo mein

Ab to gali aur mauhallo mein

Yahi baat chalegi

Shabbo ki shabbo ki

Shabbo ki aankhe chalegi to

Londo ki saanse chalegi

Shabbo ki aankhe chalegi to

Londo ki saanse chalegi

Yeh sach baat hai ki banaya

Mujhe allah miya ne fursat mein

Jannat ki aala huro ke hain

Saare maze meri kurbat mein

Yeh sach baat hai ki banaya

Mujhe allah miya ne fursat mein

Jannat ki aala huro ke hai

Saare maze meri kurbat men

Thoda sa jo itar gayi

Dil pe dhake kahar gayi

Thoda sa jo itar gayi

Dil pe dhake kahar gayi

Uske dil me laddu futa

Jispe meri nazar gayi

Ab to gali aur mauhallo mein

Ab to gali aur mauhallo mein

Yahi baat chalegi chalegi

Shabbo ki shabbo ki

Shabbo ki aankhe chalegi to

Londo ki saanse chalegi

Shabbo ki aankhe chalegi to

Londo ki saanse chalegi

Jaane kitne hi shayar rukh pe

Mere ghazale banate hain

Kitne kuware to aise fida hain

Ki khwabo mein shadi rachate hain

Jaane kitne hi shayar rukh pe

Mere ghazale banate hain

Kitne kuware to aise fida hain

Ki khwabo mein shadi rachate hain

Jisne mera khwaab liya

Mast raat guzar gayi

Jisne mera khwaab liya

Mast raat guzar gayi

Uske dil mein laddu futa

Jispe meri nazar gayi

Ab to gali aur mauhallo mein

Ab to gali aur mauhallo mein

Yahi baat chalegi

Shabbo ki shabbo ki

Shabbo ki aankhe chalegi to

Londo ki saanse chalegi

Shabbo ki aankhe chalegi to

Londo ki saanse chalegi

Lyrics from LRCLIB

Own this song? Email takedown@jamtap.app to have it removed.